Kuch Din song lyrics

Kuch Din song lyrics

Kuch Din song is sung by Jubin Nautiyal and composed
by Rajesh Roshan.

 

Kuch din se mujhe
Teri aadat ho gayi hai
Kuch din se mujhe
Teri aadat ho gayi hai
Kuch din se meri
Tu zaroorat ho gayi hai
Tere labon se main hansu
Teri lehron mein bahu
Mujhko kasam lage agar
Tere bina main jiyun
Kuch din se mujhe
Teri aadat ho gayi hai
Kuch din se meri
Tu zaroorat ho gayi hai
Tere labon se main hansu
Teri lehron mein bahu
Mujhko kasam lage agar
Tere bina main jiyun

Teri hawaa mein hi udoon
Main aaj kal, main aaj kal
Tere kadam se hi chalun
Main aaj kal, main aaj kal
Kuch bhi nahi mujhme mera
Jo bhi hai woh hai tera
Kuch din se mujhe
Teri aadat ho gayi hai
Aksar ata pata mera
Rehta nahin, rehta nahin
Koi nishaan mera kahin

Milta nahin, milta nahin
Dhoondha gaya jab bhi mujhe
Teri gali mein mila
Kuch din se mujhe
Teri aadat ho gayi hai
Kuch din se meri
Tu zaroorat ho gayi hai
Tere labon se main hansu
Teri lehron mein bahu
Mujhko kasam lage agar
Tere bina main jiyu…

Latest Bollywood News In Hindi