Kaun tujhe lyrics

Kaun tujhe lyrics

Kaun tujhe lyrics

Kaun tujhe lyrics

 

Tu aata hai seene mein
Jab jab saansein bharti hoon
Tere dil ki galiyon se
Main har roz guzarti hoon
Hawa ke jaise chalta hai tu
Main ret jaisi udti hoon
Kaun tujhe yoon pyar karega
Jaise main karti hoon

Songs Lyrics 4 you

Haa. Aa.

Meri nazar ka safar
Tujhpe hi aake ruke
Kehne ko baaki hai kya
Kehna tha jo keh chuke
Meri nigahein hain teri nigahon pe
Tujhe khabar kyu bekabar
Main tujhse hi chup chup kar
Teri aankhein padhti hoon
Kaun tujhe yun pyar karega
Jaise main karti hoon

Songs Lyrics 4 you

Haa. Aa.

Tu jo mujhe aa mila
Sapne hue sarphire
Haathon mein aate nahi
Udte hain lamhein mere
Meri hasi tujhse

Songs Lyrics 4 you
Meri khushi tujhse
Tujhe khabar kyu bekhabar
Jis din tujhko na dekhun
Pagal pagal phirti hoon
Kaun tujhe yun pyaar karega
Jaise main karti hoon
Haa. Aa.

Latest Bollywood News In Hindi