JAG GHOOMEYA SONG LIRICS- SULTAN BY RAHAT FATEH ALI KHAN

JAG GHOOMEYA SONG LIRICS- SULTAN BY RAHAT FATEH ALI KHAN

Na who akhiyan ruhaani kahin
Na who chehra nuraani kahin
Kahin dil wali baatein bhi na
Na wo sajri jawani kahin
Jag ghoomeya thaare jaisa naa koi
Jag ghoomeya thaare jaisa naa koi
Na toh hansana rumaani kahin
Na toh khushbu suhaani kahin
Na who rangli adayein dekhin
Na who pyaari si naadani kahin
Jaise tu hai waisi rehna
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Baarishon ke mausamon ki bheegi hariyali tu
Sardiyon mein gaalon pe jo hai wo laali tu
Raaton ka sukun….
Raaton ka sukun bhi hai
Subah ki azaan hai
Chaahaton ki chaadaron mein maine hai sambhali tu
Kahin aag jaisi jalti hai
Bane barkha ka pani kahin
Kabhi mann jana chupke se
Yun hi apni chalani kahin
Jaisi tu hai waisi rehna
Jag ghoomeya thaare jaisa naa koi
Jag ghoomeya thaare jaisa naa koi
Apne naseebon mein yaa
Hausle ki baton mei
Sukhon aur dukhon wali
Saari saugaton mein
Sang tujhe rakhna hai…
Sang tujhe rakhna hai
Tune sang rehna
Meri duniya mein bhi
Mere jazbaaton mein
Teri milti nishani kahin
Jo hai sabko dikhani kahin
Tu to jaanti hai marke bhi
Mujhe aati hai nibhani kahin
Who hi karna jo hai kehna
Jag ghoomeya thaare jaisa naa koi
Jag ghoomeya thaare jaisa naa koi
Jag ghoomeya thaare jaisa naa koi
Jag ghoomeya thaare jaisa naa koi